Experiences Shared By Kamali Companions


Adeel Jamil

Asalam o Alaikum to all,

Ma Pakistan k bohat say darbar ghooma phira hon faiz k talash ma, dosto na bohat say logo say milwaya magar dil ma Yaqeen or tarap na paida huwi, magar ek khubsurat Hadsay na Silsila Awasia Kamalia say jor diya, . ALLAH Gawah han Hamary Hazrat gee k karamat or Faiz ka... 
Meray pass bayan k liya alfaz nahi han,  Salaken k liya yeh ek Haqiqat or sab say Asan rasta hai...   
Mohtaram awais hashmi bhai bohat mehnat kar rahay han silsila ka paigham logon tak aam karnay ma.. Allah in ko iska ajar e azeem ata karen, is duniya ma B or us duniya ma B... Jazak ALLAH... 

Go back