Experiences Shared By Kamali Companions
Waqas
Hazrat G kay baray may kia kaho wo is naphsa naphse kay dor may Allah aur us kay Rasool say mohabat ka paigham datay ha.Jo be un ka dar par gia khali hath nahi aiya . Ye mai azmai houi bat kar raha ho Allah pak un par karwat karwat rahmatay nazil farmay . Mai un ka aik adna sa gulam ho